CHAT WITH ASTROLOGERS
Main 14 saal ka tha jab Prayagraj mein ek guruji ne meri haath ki rekha dekhi. Muskuraye aur bole, 'tu padhega nahi, padhayega.' Mujhe laga mazaak kar rahe hain. Par unhone agले din se mujhe apne paas bitha liya. Subah subah kundliyan kholte, ek ek graha samjhate, aur main chup chaap sunta. Saalon tak yeh silsila chala. Unhone kabhi certificate nahi diya, bas ek din bole, 'ab tu tayaar hai.' Woh ab nahi rahe. Par jab bhi kisi ki kundli kholke baithta hoon, unka sikhaya hua har line mein dikhta hai. Jo unhone mujhe diya, woh main aage deta hoon
4.7
217 Reviews